tuu ruup kii rAnI, mai.n choro.n kaa raajaa


Song Title: tuu ruup kii rAnI, mai.n choro.n kaa raajaa
Movie Name: Roop ki Rani Choron ka Raja
Actor(s)/Actress(es): Dev Anand, Waheeda Rehman, Jeevan, Sunder, Manorama, Iftekhar
Singer(s): Hemant Kumar, Lata Mangeshkar
Music Director(s): Shankar, Jaikisan
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri, Shailendra
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
% Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [14]
% VERY good beats/tempo. Wonderful picturization as well.
% worth the whole movie itself. Much better to listen.
% I will go ahead and give an unexpected
% Monday afternoon (!) treat. Forgive me for going prose, but the movie
% is Roop ki Rani Choron ka Raja (old), and I saw it last May on video. I
% was in the most vulnerable phase at that time, engaged, separated, soon
% to be married and my 9th-in-a-row-Dev-Anand-movie.
%
% I saw the movie for one song 'tum to dil ke tar chhed kar'. This
% is one of those most intoxicating romantic songs I know of that a guy
% can sing to a girl, until I heard cute, young Waheeda singing the same
% when she was bit by the bicchuwa of paapi prem-wa-ka-rog.
% And that was mind-blowing as well.
% 
% What drove me crazy was this duet, towards the end of the movie, on the
% beach of Shivsagar (somewhere in Bengal, as per the story line) which I
% had not heard before! And when I told my then-fiancee, she said it was
% a stupid movie (she was refering to the new one!) only when I sent her
% the cassette of the song, did she confess of being proud to make her
% decision (about me :-) )   ... Kahin main jyada to nahiN bol gaya ?
% 
% Here it goes.
%
%
he: tuu ruup kI rAnI, mai.n choro.n kaa raajaa 
ho teraa meraa pyaar niraalaa 
l: bas ek najar aur ek muskaan me.n 
jaane tuune kyaa kar Daalaa 

he: duniyaa me.n hasii.n bhii dekhe hai.n 
vo ruup kahaa.n jo tujhame.n hai -2
l: suuraj kii kiraN me.n garamii hai 
vo dhuup kahaa.n jo tujhame.n hai - 2 
he: tuu dharatii kaa taaraa, mai.n zaraa aavaaraa
ke teraa meraa ...

he: baalo.n me.n suhaane a.ndhere hai.n 
gaalo.n pe chamakate savere hai.n - 2 
l: is dil me.n ujaale tere hai.n 
haay raam ye nain luTere hai.n - 2 
he: tuu cha.nchal dhaaraa, mai.n jhUmataa kinaaraa
ke teraa meraa ...

he: tuu naach ke jis pal(dam?) laharaaye 
bijalii kii adaa bhii sharamaaye - 2 
l: tuu jhuum ke jis dam muskaaye 
kaliyo.n ko pasiinaa aa jaaye - 2 
he: tuu priit kii vInaa, mai.n nagamaa tihaaraa
ke teraa meraa ...
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .