aa.Nkho.n me.n basaayaa thaa


Song Title: aa.Nkho.n me.n basaayaa thaa
Movie Name: Takkar
Actor(s)/Actress(es): Sunil Shetty, Naseeruddin Shah
Singer(s): Kumar Sanu
Music Director(s): Annu Malik
Lyricist(s): Maya Govind
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
%
%
hai e ho o 

aa.nkho.n me.n basaayaa thaa 
(aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa 
aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa 
jab chaahuu.n tumhe.n dekhuu.n, aaiinaa banaayaa thaa) -2 
aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa 

aa.Nkho.n me.n andheraa hai, vIraanaa seharaa hai 
naa jaane meraa vo chaa.nd, kis shahar me.n utaraa hai 
jIne kaa bataa tU hii, ab kyaa aramaan karuu.n 
mar jaane kaa ai dil, koii saamaan karuu.n 
ik saath jiye.nge ham 
(ik saath jiye.nge ham, kyo.n khvaab dikhaayaa thaa) - 2 
jab chaahuu.n dekhuu.n, aa_iinaa banaayaa thaa 

kyaa jaan sakoge tum din kaise guzarataa hai 
ik pal bhii nahii gujare, haa.n aise guzarataa hai 
naa chain hii aataa hai, naa nii.nd hii aatii hai 
terii yaad aatii hai, aakar ta.Dapaatii hai 
mai.nne to tujhe jaanam 
maine to tujhe jaanam palako.n pe biThaayaa thaa - 2 
jab chaahuu.n dekhuu.n, aa_iinaa banaayaa thaa 

hai e ho o 
aa.nkho.n me.n basaayaa thaa 
(aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa 
aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa 
jab chaahuu.n tumhe.n dekhuu.n, aaiinaa banaayaa thaa ) - 2 
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .