saa re gaa maa


Song Title: saa re gaa maa
Movie Name: Chupke Chupke
Actor(s)/Actress(es): Dharmendra, Sharmila Tagore, Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Om Prakash, Asrani
Singer(s): Kishore Kumar, Mohammad Rafi
Music Director(s): Sachin Dev Burman
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
% Comments : kk for amitabh , rafi for dharmendra 
%
%
r : chal shuruu hojaa 
ki : uhu.n uhu.n (khaa.nsataa hai) hai haa hai haa (galaa Thiik karataa hai) 
saa aa a aa aa aa 
r : are ! bas bas bas bas ! saa pe ruk gayaa  aage ba.Dh 
ki : re
r : re ke aage kyA hai 
ki : gaa
r : are vaah vaah vaah vaah! kyA gale me.n taasiir hai
ki : ye baat hai ! to maa
r : chal vaapas aajaa apanii jagah pe 
ki : saa re gaa maa 
r : aahaa 
ki : maa saa re gaa
r : vaah vaah 
ki : gaa saa re maa 
r : oho 
ki : maa gaa re saa 
r : oh oh oh 

ki : saa re gaa maa, maa saa re gaa, gaa saa re maa, maa gaa re saa 
r : pa dha pa maa maa pa maa ga ra pa maa maa ga re saa 
dono : saa re gaa maa, maa saa re gaa, gaa saa re maa, maa gaa re saa 

ki : (giit pahale banA thA, yA banii thI ye saragam 
ek hii saath huA thA, do dilo.n kA ye sa.ngam ) - 2
r : pyaar kA ye taraanaa, zamaanaa sun le 
saa re gaa maa 
##one  two  three  four ##
dono : saa re gaa maa, maa saa re gaa, gaa saa re maa, maa gaa re saa 

ki : jaise dil milate.n hai.n, vaise sur khilate.n hai.n (dhiime) 
jaise dil milate.n hai.n, vaise sur khilate.n hai.n (tej) 
r : phuul kab giito.n ke, ho.nTho.n pe khilate.n hai.n 
ki : tuum tanaanaa, dhin tanaanaa zamaanaa sun le 
r : saa re gaa maa 
##one  two  three  four ##
ki : saa re gaa maa 
r : maa saa re gaa
ki : gaa saa re maa 
r : maa gaa re saa 

dono : maa gaa re saa ##(at least 5-6 times, from loud to slow)## 
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .