hamadam mere, maan bhii jaao


Song Title: hamadam mere, maan bhii jaao
Movie Name: Mere Sanam
Actor(s)/Actress(es): Biswajeet, Asha Parekh, Mumtaz
Singer(s): Mohammad Rafi
Music Director(s):
Lyricist(s):
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor: Shashikant Joshi urf pintu diwana (rava0002@gold.tc.umn.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
% Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [25]  14 May 1995
%        A wonderful, _jivy_ song. Not as good as 'Baar baar dekho' but
%        still some can dance to it, I suppose!
%        Rafi saahab ke liye meree TOOOOOOOPEEEEE Hats off!
%        mood thoD.aa halkaa hai, so maiNne koshish kee hai thoD.aa taan
%        ko note karane kee, all the ~~~~~s
%
%        Please try to hum this full song, just once for me, chalo ek
%        baar bas, arey koi naheeN sunegaa grad lab meN, aur sun bhee
%        legaa to hamaare Chinese bandhu ko kaunsaa samajh meN aayegaa?
%
%        Yes, you are allowed to do all the acrobatics you feel like!
%
%
ho

hamadam mere, maan bhii jaao
kahanaa mere pyaar kaa  
are halkaa-halkaa, surkh labo.n pe
ra.ng to hai iqaraar kaa - 2
are hamadam mere

hoy
pyaar muhobbat kii havaa, pahale chalatI hai
phir ik laT inakaar kii, rukh pe DhalatI hai - 2
ye sach hai kam se kam, tuu ai mere sanam
laTe.n chehare se sarakaao, tamannaa aa.Nkhe malatI hai 
haay, hamadam mere 

haay
tumase mil-mil ke sabaa, duniyaa mahakaaye
bAdal ne chorii kiye, A.Nchal ke sa.ng  - 2 
ye sach hai kam se kam, tuu ai mere sanam
churaa luu.n mai.n bhii do jalave, meraa aramaan bhii rah jaaye 
haay, hamadam mere
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .