% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Rajan P. Parrikar (parrikar@csn.org) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % ba.Daa naTakhaT hai re kR^ishhN-kanhaiyaa kaa kare yashodaa maiyyaa, haa.N ... ba.Daa naTakhaT hai re (Dhuu.nDhe rii a.nkhiyaa.N use chaaro.n or jaane kahaa.N chhup gayaa na.ndakishor ) - 2 u.D gayaa aise jaise puravayyaa kaa kare yashodaa maiyyaa, haa.N ... ba.Daa naTakhaT hai re (aa tohe mai gale se lagaa luu.N laage naa kisii kii nazar man me chhupaa luu.N ) - 2 dhuup jagat hai re mamataa hai chhai.nyaa kaa kare yashodaa maiyyaa, haa.N ... ba.Daa naTakhaT hai re (mere jiivan kaa tuu ek hii sapanaa jo koI dekhe tohe samajhe vo apanaa ) - 2 sab kaa hai pyaaraa, ho sab kaa hai pyaaraa ba.nsii-bajayyaa kaa kare yashodaa maiyyaa, haa.N ... ba.Daa naTakhaT hai re %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.