o maa.njhii re, apanaa kinaaraa, nadiyaa kii dhaaraa hai


Song Title: o maa.njhii re, apanaa kinaaraa, nadiyaa kii dhaaraa hai
Movie Name: Khushboo
Actor(s)/Actress(es): Jeetendra, Hema Malini, Farida Jalal
Singer(s): Kishore Kumar
Music Director(s): Rahul Dev Burman
Lyricist(s): Gulzar
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  
% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Ashish S Bokil (abokil@hubcap.clemson.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
o maa.njhii re,  apanaa kinaaraa,  nadiyaa kii dhaaraa hai
o maa.njhii re ...

%    a high pitched flute interlude here makes you fiil the intensity of emotions 
%    and the depth of sound..
%
saahilo.n pe bahane vaale 
kabhii sunaa to hogaa kahii.n, o ...
ho,  kaagazo.n kii kashtiyo.n kaa
kahii.n kinaaraa hotaa nahii.n
ho maa.njhii re ... maa.njhii re 
koI kinaaraa jo kinaare se mile vo,
apanaa kinaaraa hai ...
o maa.njhii re ...

%    violins and flute again play havoc in your mind...
paaniyo.n me.n bah rahe hai.n
kaI kinaare TuuTe hue o ...
ho, raasto.n me.n mil gae hai.n    
sabhii sahaare chhuuTe hue ...
koi sahaaraa majhadhaare me.n mile vo,
apanaa sahaaraa hai ...

o maa.njhii re,  apanaa kinaaraa,  nadiyaa kii dhaaraa hai
o maa.njhii re ...
%    the sailing beat continues till it fades out... The sailor is gone...
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .