ye hasii.n vaadiyaa.n, ye khulaa aasamaa.n


Song Title: ye hasii.n vaadiyaa.n, ye khulaa aasamaa.n
Movie Name: Roja
Actor(s)/Actress(es): Arvind Swamy, Madhu
Singer(s): S. P. Balasubramaniam, Chitra
Music Director(s): A. R. Rahman
Lyricist(s): P. K. Mishra
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor: Pranav Shah 
% Transliterator: Ravi Kant Rai 
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
chi: ye hasii.n vaadiyaa.n, ye khulaa aasamaa.n
aa gaye ham kahaa.n ai mere saajanaa
in bahaaro.n me.n dil kii kalI khil gayii
mujhako tum jo mile har khushii mil gayii
su:  tere hoTho.n pe hai.n husn kii bijaliyaa.n
tere gaalo.n pe hai.n zulf kii badaliyaa.n
tere daaman kii khushabU se mahake chaman
sa.ng-e-maramar ke jaisaa hai teraa badan
chi: merii jaanejaa.n mai.n terii chaa.Ndanii
chhe.D lo tum aaj koI, pyaar kii raaginii
dono: ye hasii.n vaadiyaa.n ye khulaa aasamaa.n ...

su: ye bandhan hai pyaar kaa, dekho TUTe naa sajanii
chi: ye janmo.n kaa saath hai, dekho chhUTe naa saajanaa
su: tere aa.Nchal kii chhaa.nv ke tale
merii manzil mujhe mil gayii
chi: terii palako.n kii chhaa.nv ke tale
muhabbat mujhe mil gayii
dono: ye hasii.n vaadiyaa.n ...

chitra:  jii karataa hai saajanaa, dil me.n tumako biThaa lU.N
su: aa mastii kii raat me.n, apanaa tum ko banaa lU.N
chitra: u.Dane lage hai.n tUfaa.n kyo.n
mere sIne me.n ai sanam
su: tumhe.n chaahU.ngaa dil-o-jaan se
merI jaan-e-jaa.n merii qasam
dono:  ye hasii.n vaadiyaa.n ...
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .