zindagii khvaab hai, khvaab me.n jhuuTh kyaa, aur bhalaa sach hai kyaa


Song Title: zindagii khvaab hai, khvaab me.n jhuuTh kyaa, aur bhalaa sach hai kyaa
Movie Name: Jaagte Raho
Actor(s)/Actress(es): Motilal, Raj Kapoor
Singer(s): Mukesh
Music Director(s): Salil Chaudhari
Lyricist(s): Shailendra
Category(ies): Dream Songs


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Jagat N. Mavani (MAVANI@KGNVMT.VNET.IBM.COM)
% Editor:  
%
%
ra.ngii ko naara.ngii kahe, bane duudh ko khoyaa
chalatii ko gaa.Dii kahe, dekh kabIraa royaa...

zindagii khvaab hai, khvaab me.n jhuuTh kyaa
aur bhalaa sach hai kyaa 
(motIlaal) sab sach hai 
zindagI khvAb hai...

dil ne hamase jo kahaa, hamane vaisaa hii kiyaa - 2
fir kabhI furasat se soche.nge buraa thA yA bhalaa 
zindagii khvaab hai...

ek kataraa may kA jab, patthar se ho.nTho.n par pa.Daa - 2
usake siine me.n bhii dil dha.Dakaa ye usane bhii kahaa

(motIlaal) kyA 

ek pyaalii bhar ke mai.nne, Gam ke maare dil ko dii
zahar ne maaraa zahar ko, murade me.n phir jaan aa gaI 
zindagii khvaab hai...
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .