haa.N mai.n diivaanaa huu.n chaahuu.n to ## Mukesh gazal ##


Song Title: haa.N mai.n diivaanaa huu.n chaahuu.n to ## Mukesh gazal ##
Movie Name: Non-Film
Actor(s)/Actress(es):
Singer(s): Mukesh
Music Director(s): Murli Manohar Swarup
Lyricist(s): Shaukat Pardesi
Category(ies): Ghazals


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  (tanvi@utxvms.cc.utexas.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: Preeti Ranjan Panda (ppanda@ics.uci.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
haa.N mai.n dIvaanaa huu.N chaahuu.n to machal sakataa huu.N
khilaavat-e-husn ke kaanuun badal sakataa huu.n
khaar to khaar hai.n a.ngaaro.n pe chal sakataa huu.n

mere mahabuub mere dost nahii.n ye bhii nahii.n
merii bebaak tabiiyat kaa takaazaa hai kuchh aur 

isii raftaar se duniyaa ko guzar jaane duu.N
dil me.n ghuT ghuT ke tamannAo.n ko mar jaane duu.N
terii zulfo.n ko sar-e-dosh bikhar jaane duu.N

ek din chhiin luu.n mai.n azamat-e-baasil kaa junuun
to.D duu.N to.D duu.N mai.n shaukh se duniyaa kaa khus (?)
aur bah jaaye yuu.n hii nafz-e-zaarosIm kaa khuun

gairat-e-ishq ko manzuur tamaashaa hai yahii
merii fitarat kaa mere dost takaazaa hai yahii
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .