mai.n usase itanaa pyaar karataa huu.n ki jitanaa vo nahii.n karatii


Song Title: mai.n usase itanaa pyaar karataa huu.n ki jitanaa vo nahii.n karatii
Movie Name: Meraa Javaab
Actor(s)/Actress(es):
Singer(s): Anuradha Paudwal, Manhar
Music Director(s):
Lyricist(s):
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: 
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
% 
mai.n usase itanaa pyaar karataa huu.N
ki jitanaa vo nahii.n karatii
mai.n usase itanaa pyaar karatii huu.N
ki jitanaa vo nahii.n karataa

1) pyaar apanaa asar dikhaataa hai
aadamii kyaa se kyaa ho jaataa hai
koI shaayar ban jaataa hai
koI diivaanaa ho jaataa hai
mai.n usape itanaa marataa huu.N
ki jitanaa vo nahii.n maratii
mai.n usase itanaa pyaar ...

2) kyo.n ye chaahat karane jaa.n masaratii hai
har gha.Dii kyuu.n ye dha.Dakan machalatii hai
aag sii siine me.n mere jalatii hai
roz jis dam se ye shaam Dhalatii hai
mai.n usase itanaa pyaar karatii huu.N ...

3) vo mere hii dil me.n rahatii hai
mai.n jis se mohabbat karataa huu.N
usako hii khudaa mai.nne maanaa hai
mai.n jisakii ibaadat karatii huu.n
mai.n usape itanaa naaz karatii huu.n
ki jitanaa vo nahii.n karataa
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .