bin dekhe aur bin pahachaane tum par ham qurabaan


Song Title: bin dekhe aur bin pahachaane tum par ham qurabaan
Movie Name: Jab Pyar Kisi Se Hota Hai
Actor(s)/Actress(es): Dev Anand, Asha Parekh
Singer(s): Mohammad Rafi
Music Director(s): Shankar, Jaikisan
Lyricist(s): Shailendra
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
%          Vandana (vandana@charlie.ece.scarolina.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
% 
bin dekhe aur bin pahachaane tum par ham qurabaan
mohabbat isako kahate hai.n, mohabbat isako kahate hai.n

bin dekhe aur bin pahachaane tum par ham qurabaan
mohabbat isako kahate hai.n, mohabbat isako kahate hai.n
gar tum par naa marate to jiinaa thaa aasaan
mohabbat isako kahate hai.n, mohabbat isako kahate hai.n

(chaahat ke sa.ndesh lekar aatii hai shaam
gar tum bhii aa jaate to aa jaataa aaraam ) - 2
dil kii bastii bas hii jaatii 
merii har dha.Dakan ye gaatii
tum aate to mujhapar hotaa
kitanaa ba.Daa ehasaan
bin dekhe aur bin pahachaane ...

(bekal mere aramaa.n, bekal hai meraa pyaar
kabase mai.n karataa huu.n tumhaaraa intazaar ) - 2
kabase merii baahe.n suunii
jiivan kii ye raahe.n suunii
tum bin kaise puure ho.nge
dil me.n base aramaan 
bin dekhe aur bin pahachaane ...
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .