bahut pyaar karate hai.n, tumako sanam ####


Song Title: bahut pyaar karate hai.n, tumako sanam ####
Movie Name: Saajan
Actor(s)/Actress(es): Madhuri Dixit, Sanjay Dutt, Salman Khan
Singer(s): S. P. Balasubramaniam, Anuradha Paudwal
Music Director(s): Nadeem, Shravan
Lyricist(s): Sameer
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
%          Parimal 
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
% 
bahut pyaar karate hai.n, tumako sanam (2)
qasam chaahe le lo (2)
khudaa kii qasam

hame.n har gha.Dii, aarazuu hai tumhaarii (2)
hotii hai kaisii, sanam beqaraarii
mile.nge jo tumako to (2)
bataaye.nge ham
bahut pyaar ...

hamaarii Gazal hai, tassavur tumhaaraa (2)
tumhaare binaa ab, naa jiinaa hamaaraa
tumhe yuu.n hii chaahe.nge (2)
jab tak hai dam
bahut pyaar ...

saagar kii baaho.n me.n, mauje.n hai.n jitanii (2)
hamako bhii tumase, muhabbat hai utanii
ke ye beqaraarii naa (2)
ab hogii kam
bahut pyaar ...
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .