chhalake terii aa.Nkho.n se sharaab aur jiiyaadaa


Song Title: chhalake terii aa.Nkho.n se sharaab aur jiiyaadaa
Movie Name: Arzoo
Actor(s)/Actress(es): Rajendra Kumar, Sadhana
Singer(s): Mohammad Rafi
Music Director(s): Shankar, Jaikisan
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri
Category(ies): Songs about Eyes


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: 
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
chhalake terii aa.Nkho.n se sharaab aur ziyaadaa - 3
khilate rahe hoTho.n se gulaab aur ziyaadaa - 2

kyaa baat hai terii mahafil me.n sitamagar - 3
dha.Dake hai dilakhaanaa kharaab aur ziyaadaa - 2

is dil me.n abhii aur bhii zakhmo.n kii jagah hai bAkii - 3
ab ruup kii katarii ko doaab me.n jaka.D le.n
ki ishq ke tUfaa.n kii baato.n me.n jaka.D le.n - 2
allaah kare zor-e-sharaab aur ziyaadaa
khilate rahe hoTho.n ke gulaab aur ziyaadaa

%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .