kaana me.n jhumakaa, chaala me.n Thumakaa, kamara pe choTii laTake


Song Title: kaana me.n jhumakaa, chaala me.n Thumakaa, kamara pe choTii laTake
Movie Name: Saavan Bhaadon
Actor(s)/Actress(es): Navin Nischal, Rekha
Singer(s): Mohammad Rafi
Music Director(s): Sonik Omi
Lyricist(s): Varma Malik
Category(ies): Playful Songs


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu)
% Transliterator: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu)
% Credits: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu)
%	   Neeraj Deshmukh (deshmukh@isip01.isip.msstate.edu)
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date:   Sat Jan 27 19:51:58 EST 1996
%
% 
aae haay, (kaana me.n jhumakaa, chaala me.n Thumakaa, kamara pe choTii laTake
ho gayaa dila kaa, purajaa-purajaa, lage pachaasii jhaTake, ho teraa
ra.Nga hai nashiilaa, a.nga-a.nga hai nashiilaa - 2 ) - 2

nashe se palake.n tanii.n-tanii.n, jaana pe merii banii-banii
cha.Dhatii javaanii terii, kaise sambhaale tuu
husna teraa matavaalaa hai, arii kisake liye sambhaalaa hai
banuu.N rakhavaalaa, kara de, mere havaale tuu
terii ye javaanii, alabelii, ye pahelii, hai akelii 
mujhe saathii banaa le, haa.N
ina zulpho.n me.n ulajha-ulajha ke, kaI musaaphira bhaTake
ho gayaa dila kaa, purajaa-purajaa, lage pachaasii jhaTake, ho teraa
ra.Nga hai nashiilaa, a.nga-a.nga hai nashiilaa - 2

terii maa.Nga me.n, jo mai.n sinduura bhara duu.N
to hara raata ko chaa.Ndanii raata kara duu.N
tujhe khii.ncha kara apane dila se lagaa luu.N
zamii.n para tujhe mai.n khudaa se milaa duu.N
aisii karu.Ngaa mai.n dIvaanii, mastaanii, o jaanii 
zaraa nazare.n milaa le, samajhii
aramaano.n ke, khule dariiche, aajaa zaraa simaTake
ho gayaa dila kaa, purajaa-purajaa, lage pachaasii jhaTake, ho teraa
ra.Nga hai nashiilaa, a.nga-a.nga hai nashiilaa - 2

bola kahuu.N mai.n khare-khare, jaatii hai kyuu.N pare-pare
terii zi.ndagii me.n aajaa, pyaara ko basaa duu.N mai.n
paas agar tuu aajaae, (##heavy breathing##) saa.Ns-saa.Ns TakarA jAe
dila kyuu.N dha.Dakataa hai, tujhako dikhaa duu.N mai.n
tiira pe tiira, chalaa ke, muskaa ke, sharamaa ke, mujhe paasa bulaa le
vahii.n pe mele, laga jaae.N tuu dekhe jahaa.N palaTa ke
ho gayaa dila kaa, purajaa-purajaa, lage pachaasii jhaTake
ho teraa, ra.Nga hai nashiilaa, a.nga-a.nga hai nashiilaa
ra.Nga hai nashiilaa, a.nga-a.nga hai nashiilaa

kaana me.n jhumakaa, chaala me.n Thumakaa, kamara pe choTii laTake,
ho gayaa dila kaa, purajaa-purajaa, lage pachaasii jhaTake, ho teraa
ra.Nga hai nashiilaa, a.nga-a.nga hai nashiilaa - 2
haay, haay
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .