har taraf husn aur javAnI hai, aajakii raat kyaa suhaanii hai


Song Title: har taraf husn aur javAnI hai, aajakii raat kyaa suhaanii hai
Movie Name: Trishul
Actor(s)/Actress(es): Rakhee, Hema Malini, Shashi Kapoor, Amitabh Bachchan
Singer(s): Kishore Kumar, Yesudas
Music Director(s): Khaiyyam
Lyricist(s):
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Arun Verma (verma@cs.cornell.edu)
% Comments: Kishore sings for Shashi, Yesudas for Amitabh
%
%
har taraf husn aur javAnI hai, aajakii raat kyaa suhaanii hai
reshamii jism tharatharaate hai.n, maramarii ho.nTh gunagunaate hai.n 
dha.Dakano.n mai.n suruur phailaa hai, ra.ng najadiik-o-duur phailaa hai 
daavat-e-ishq de rAhI hai fazaa, aaj ho jaa kisii hasii.n pe fidaa 

ki: mohabbat ba.De kaam kii chiiz hai, kaam kii chiiz hai 
mohabbat ke dam se hai duniyaa ye roshan 
mohabbat nA hotI to kuchh bhI naa hotA 
najar aur dil kii panaaho.n kii khaatir 
ye jannat nA hotI to kuchh bhI naa hotaa 
yahii ek aaraam kii chiiz hai, kaam kii chiiz hai
muhabbat ba.De kaam kii chiiz hai, kaam kii chiiz hai

ye: kitaabo.n me.n chhapate hai, chaahat ke kisse
haqIkat kii duniyA me.n chaahat nahii.n
zamaane ke baazaar me.n, ye vo shah hai 
ke jisakii kisIko, zaruurat nahii.n hai
ye bekaar bedaam kii chiiz hai, naam kii chiiz hai

ki: ye kudarat ke Inaam kii chiiz hai 
mohabbat se itanaa khafaa hone vaale
chal aa aaj tujhako muhabbat sikhaa de 
teraa dil jo baraso.n se viiraa.n pa.Daa hai 
kisii nAzaniinaa.n ko isame basaa de.n 
meraa mashavaraa kaam kii chiiz hai, kaam kii chiiz hai 
mohabbat ba.De kaam kii chiiz hai, kaam kii chiiz hai
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .