tumhe.n dekhatii huu.N to lagataa hai aise


Song Title: tumhe.n dekhatii huu.N to lagataa hai aise
Movie Name: Tumhare Liye
Actor(s)/Actress(es): Ashok Kumar, Sanjeev Kumar, Vidya Sinha, Neelam, Indrani Mukherjee
Singer(s): Lata Mangeshkar
Music Director(s): Jaidev
Lyricist(s): Naqsh Lyallpuri
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go back to Index
% 
% Contributor: Shashikant Joshi 
% Transliterator: Rajiv Shridhar  
% Date: 08/07/1995
% Credits: Neha Desai 
%          Arun Verma 
%          Ashok Dhareshwar  
% Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [45]
%
% Note: I think this a bit mature song, in the sense that to *really*
% appreciate it, and specially for us men (:-) ), it does take time
% to realize the depth of emotions, simple straightforward
% emotions, no mincing the words. Please. no flames on this, there
% sure are sensitive men around, but life does bring turns in our
% life, that make us look at old artifacts in our treasure-trunk
% and look at it with a new adoring, love and amazement, a new
% sentiment grows. Here is the song, of the same class as "meree 
% saaNsoN ko jo mahakaa rahee hai" (minus Mahendra Kapoor :-)) )
% 
%
%
tumhe.n dekhatii huu.N to lagataa hai aise
ke jaise yugo.n se tumhe jaanatii huu.N
agar tum ho saagar ...
agat tum ho saagar, mai.n pyaasii nadii huu.N
agar tum ho saavan, mai.n jalatii kalii huu.N  %  <==== !!


mujhe merii nii.nde.n, meraa chain de do
mujhe merii sapano.n kii ik rain, de do na
yahii baat ...
yahii baat pahale bhii tumase kahii thii
vahii baat phir aaj, doharaa rahii huu.N

tumhe.n chhuuke pal me.n, bane dhuul chandan -2
tumhaarii mahak se, mahakane lage tan
mere paas aao ...
mere paas aao, gale se lagaao
piyaa aur tumase mai.n kyaa chaahatii huu.N

muraliyaa samajhakar, mujhe tum uThaa lo
bas ik baar ho.nTho.n se apane, lagaa lo na
koii sur to jaage,
koii sur to jaage, merii dha.Dakano.n me.n
ke mai.n apanii sargam se ruuThii huii huu.N 
%
% -- ShashiKant Joshi urf Pintu Diwana
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .