##Urvashi, Urvashi, take it easy, Urvashi##


Song Title: ##Urvashi, Urvashi, take it easy, Urvashi##
Movie Name: Hum Se Hai Muqabla
Actor(s)/Actress(es): Prabhu Deva
Singer(s): A. R. Rahman, Noel James, Shankar Mahadevan
Music Director(s): A. R. Rahman
Lyricist(s): P. K. Mishra
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go back to Index
% 
% Contributor: Abhay Avachat (abhay.avachat@blr.sni.de)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Mon Aug  7 18:48:10 EDT 1995
% Credits: Ikram Ahmed Khan (iak1111@tamu.edu) 
% Editor:  
% Comments: The following comments are excerpted from the original posts
%                                                              -- Rajiv
%  Abhay:
%  The English/Hindi words enclosed in [ ] are my comments. Don't mistake
%  them for words in the song :-) And I _do_ think, this comment on
%  comments was necessary :-) Because they can be sung in the same tune !
%  Please complete it, so that I also succeed in submitting my first ever
%  contribution to ISB. What a way to start !
%  
%  Ikram:
%  Jab aapne poochha toh phir answer karna hi hoga!!
%  Plus, if this is a chance for me to get Abhay Avachat's name in
%  ISB... :) :) 
% 
%
%
(##Rahman##:)
marahabaa
marahabaa marahabaa, marahabaa marahabaa
##Urvashi, Urvashi, take it easy, Urvashi##
%	[hai ye ek Hindi gaana, nahiN koi Angrezi]
%       .......................................
%       [ kuchh pata, nahiN chala, ye hai meri babasi ]
u.Ngalii jaisii dubalii ko, nahii.n chaahiye ##pharmacy##

jiit kaa mantra hai, ##take it easy policy##
%       [ Kavi ki, Hindi-English, behane-behane policy ]
chaar dinakii, chaa.Ndanii. yah javaanii ##fantasy##
##Urvashi, Urvashi, take it easy, Urvashi##

(##Mahadevan##:)
jaanatii ho hindii me.n pyaar ke kitane akshar?
bol do merii khaatir, pyaar ke do hii akshar

(##Mahadevan##/##James##:)
jiit kaa mantra hai, ##take it easy policy##
chaar dinakii, chaa.Ndanii. yah javaanii ##fantasy##

(##Rahman##:)
chitrahaar me.n bijalii u.D ga_ii
(##Mahadevan##/##James##:)
##take it easy policy##
(##Rahman##:)
pa.Dhane par bhii fel ho gaye
(##Mahadevan##/##James##:)
##take it easy policy##
(##Rahman##:)
baap ne bolaa, ammaa kaa dush.hman
(##Mahadevan##/##James##:)
##take it easy policy##
(##Rahman##:)
paap kare, aur ga.ngaa nahaa_e
(##Mahadevan##/##James##:)
##take it easy policy##
(##Rahman##:)
##Urvashi, Urvashi, take it easy, Urvashi##

(##Mahadevan##:)
jaanatii ho itanaa to, badan me.n laakho.n nadii
bataa do mujhako itanaa, kahaa.N mai.n pyaar kii nadii

(##Mahadevan##/##James##:)
jiit kaa mantra hai, ##take it easy policy##
chaar dinakii, chaa.Ndanii. yah javaanii ##fantasy##

nazar ke mil jaane se hii, shiil to bha.ng  nahii.n hotaa
billiyaa.N na shaakaahaarii, har koii raan nahii.n hotaa
bhalaaii kabhii aurato.n kii, kraa.Ntii ke binaa nahii.n hogii
zamaanaa badal gayaa pyaare, puraanii baat nahii.n hogii

(##Rahman##:)
filam dekhane vo nahii.n aaii
(##Mahadevan##/##James##:)
##take it easy policy##
(##Rahman##:)
bagal siiT par buDh.hDhii ho to
(##Mahadevan##/##James##:)
##take it easy policy##
(##Rahman##:)
##Sunday## ko bhii chhuT.hTii na ho
(##Mahadevan##/##James##:)
pyaar kare aur noT bhii maa.Nge
##take it easy policy##

(##Rahman##:)
##Urvashi, Urvashi, take it easy, Urvashi##
u.Ngalii jaisii dubalii ko, nahii.n chaahiye faarmasii

jiit kaa mantra hai, ##take it easy policy##
chaar dinakii, chaa.Ndanii. yah javaanii ##fantasy##

(##Mahadevan##/##James##:)
agar la.Dakii ko a.ndhere me.n, aa.Nkh maarii to hogaa kyaa?
agar aazaadii na ho to, svarg milane se hogaa kyaa?
##class## me.n ##figure## nahii.n ho to, vahaa.n pa.Dhane se hogaa kyaa?
biis kii umr kaa jo hai khel, saaTh me.n khelake hogaa kyaa?
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .