badaraa le jaa niir hamaare, jaa ke baras saajan ke dvaare


Song Title: badaraa le jaa niir hamaare, jaa ke baras saajan ke dvaare
Movie Name: Non-Film
Actor(s)/Actress(es):
Singer(s): Runa Laila
Music Director(s):
Lyricist(s):
Category(ies): Rain Songs


Go to Slow-DEVNAGRI Go back to Index
% 
% Contributor: Vandana Sharma (uusharma@uxa.ecn.bgu.edu)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Sun Oct 22 18:31:28 EDT 1995
% Credits: 
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Comments:  
%
%
saavan aayaa badaraa barase
barasan laagii a.Nkhiyaa.N
kuhuk uThe hai man me.n mere
biite na mose ratiyaa.N

badaraa le jaa niir hamaare -2
jaa ke baras saajan ke dvaare -2
badaraa le jaa niir hamaare

aas kaa daaman haath se chhuuTaa -2
bairii jag ne pyaar me.n luuTaa -2
pii kaa har vaadaa hai jhuThaa -2
jhuuThe pyaar ke ba.ndhan saare -2

badaraa le jaa niir hamaare -2

kab se gae ho kab aaoge -2
kab suuratiyaa dikhalaaoge -2
darshan pyaase nain bechaare -2

badaraa le jaa niir hamaare -2

kahanaa mere pii se jaake -2
bhuule kyo.n pardes me.n jaake -2
baiThii huu.N aas kaa diip jalaae -2
aane kii tere raah savaare -2

badaraa le jaa niir hamaare
le jaa niir hamaare -3
badaraa le jaa niir hamaare 
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .