maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa


Song Title: maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa
Movie Name: Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Actor(s)/Actress(es): Shah Rukh Khan, Kajol
Singer(s): S. P. Balasubramaniam, Lata Mangeshkar
Music Director(s): Jatin, Lalit
Lyricist(s): Anand Bakhshi
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go back to Index
% 
% Contributor: Dharmesh Patel (dxp8108@hertx.njit.edu)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Fri Dec 29 20:26:08 EST 1995
% Credits: 
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Comments:  
%
%
(##chorus##):
ye ku.Diyaa.N nashe diyaa.N pu.Diyaa.N
ye mu.nDe galii ke gu.nDe
ye ku.Diyaa.N nashe diyaa.N pu.Diyaa.N
ye mu.nDe galii ke gu.nDe
nashe diyaa.N pu.Diyaa.N
galii ke gu.nDe

ba: ho, ho
    maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa
    maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa
    lene tujhe o gorii, aae.nge tere sajanaa
    maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa, o ho, o ho
    
la: o, aa
    saharaa sajaake rakhanaa, chaharaa chhupaake rakhanaa
    saharaa sajaake rakhanaa, chaharaa chhupaake rakhanaa
    ye dil kii baat apane, dil me.n dabaake rakhanaa

(##chorus##):
    saharaa sajaake rakhanaa, chaharaa chhupaake rakhanaa
    maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa

hoy, hoy, hoy
hoy, hoy, hoy
bara.hra.hra.hra.hra.hra.hra.hra.h ...

ba: u.D u.Dake terii zulfe.n, karatii hai.n kyaa ishaare
    dil thaam ke kha.De hai.n, aashik sabhii ka.nvaare
la: chhup jaae saarii ku.Diyaa.N, ghar me.n sharm ke maare
    gaa.Nv me.n aa ga_e hai.n, paagal shahar ke saare
ba: nazare.n jhukaake rakhanaa, daaman bachaake rakhanaa
    nazare.n jhukaake rakhanaa, daaman bachaake rakhanaa
    lene tujhe o gorii, aae.nge tere sajanaa

(##chorus##):
    maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa
    saharaa sajaake rakhanaa, chaharaa chhupaake rakhanaa

ba: mai.n ek javaan la.Dakaa, tuu ek hasiin la.Dakii
    ye dil machal gayaa to, meraa kusuur kyaa hai
la: rakhanaa thaa dil pe kaabuu, ye husn to hai jaaduu
    jaaduu ye chal gayaa to, meraa kusuur kyaa hai

ba: rastaa hamaaraa takanaa, daravaazaa khulaa rakhanaa
    rastaa hamaaraa takanaa, daravaazaa khulaa rakhanaa
    lene tujhe o gorii, aae.nge tere sajanaa
la: kuchh aur ab na kahanaa, kuchh aur ab na karanaa
    kuchh aur ab na kahanaa, kuchh aur ab na karanaa
    ye dil kii baat apane, dil me.n dabaake rakhanaa

(##chorus##):
    maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa
    saharaa sajaake rakhanaa, chaharaa chhupaake rakhanaa
    
    shaavaa
    hoy, hoy
    shaavaa
    hoy, hoy
    shaavaa
    hoy, hoy
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .