jab se ham tum bahaaro.n me.n ho baiThe gum nazaaro.n me.n


Song Title: jab se ham tum bahaaro.n me.n ho baiThe gum nazaaro.n me.n
Movie Name: Main Shaadi Karne Chala
Actor(s)/Actress(es): I.S. Johar, Sayeeda Khan, Rajendranath, Feroz Khan, Mumtaz, Tabassum
Singer(s): Mohammad Rafi, Suman Kalyanpur
Music Director(s): Chitragupt
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go back to Index
% 
% Contributor: Shashikant Joshi 
% Transliterator: Rajiv Shridhar 
% Date: 01/26/1996
% Credits: Preetham Gopalaswamy 
%	   David Anthony Windsor 
%          Balaji A.S. Murthy 
% Editor: Rajiv Shridhar 
% Comments: There is also a Mukesh, Kamal Barot version of this
%           song in the same film, but it has different lyrics.
%	    That version is also in the ITRANS Song Book - Rajiv (03/30/97)
%
%
jab se ham tum bahaaro.n me.n ho baiThe gum nazaaro.n me.n
jaise ye zi.ndagii pyaasii aa.Nkho.n kaa Kvaab hai

ho.nTho.n pe pyaar kii, miiThii sii raaginii
chahare pe aarazuu kii dhiimii-dhiimii roshanii
merii dha.Dakan, terii baate.n
tere jalave, merii aa.Nkhe.n
jaise ye roshanii, jaagii aa.Nkho.n kaa Kvaab hai

jo nainaa mo.D ke, do nainaa jo.D de
jo itanaa shokh hai vo sharmaanaa bhii chho.D de
ye shokhii sii nigaaho.n kii
ye chorii sii adaao.n kii
jaise ye dillagii, jaagii aa.Nkho.n kaa Kvaab hai
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .