hamane aaj se tumhe.n ye naam de diyaa


Song Title: hamane aaj se tumhe.n ye naam de diyaa
Movie Name:
Actor(s)/Actress(es):
Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music Director(s):
Lyricist(s):
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go back to Index
% 
% Contributor: Rizwan M. Syed 
% Transliterator: Rajiv Shridhar 
% Date: 11/03/1996
%
%
ra: hamane aaj se tumhe.n ye naam de diyaa
    jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man
    hamane aaj se tumhe.n ye naam de diyaa
    
la: is bahaane pyaar kaa baigaam de diyaa
    jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa.n, jaan-e-jaa.n
    
ra: paigaam kaa kuchh javaab do, baiThe ho kyo.n chup-chaap se
    baiThe ho kyo.n chup-chaap se
la: sharmaa rahe hai.n aaj ham, kahate hue kuchh aap se
    kahate hue kuchh aap se
    hamane aa.Nkho.n ko zubaa.n kaa kaam de diyaa
ra: vaah, is bahane, pyaar kaa paigaam de diyaa
    jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa.n, jaan-e-jaa.n
    
la: baato.n hii baato.n me.n aap to, karane lage hamase pyaar bhii
    karane lage hamase pyaar bhii
ra: tumane hii luuTii hai nii.nd bhii, tumane hii luuTaa hai qaraar bhii
    aur chupake se hame.n ilzaam de diyaa
la: is bahaane, pyaar kaa paigaam de diyaa
    jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa.n, jaan-e-jaa.n
    
ra: be-chain, tumane kar diyaa, is dil ke har aramaan ko
    is dil ke har aramaan ko
    ye raat ho tum ye kaho, is dil kii har daastaa.n ko
    is dil kii har daastaa.n ko
    pyaar ne ba.Daa hasii.n a.njaam de diyaa
ra: huu.N, vaah, is bahaane, pyaar kaa paigaam de diyaa
    jaan-e-man, jaan-e-man
la: jaan-e-jaa.n, jaan-e-jaa.n

do: jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .