% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Rajan P. Parrikar (parrikar@csn.org) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % piyaa binaa \threedots piyaa binaa piyaa binaa, basiyaa baaje naa baaje naa baaje naa, piyaa binaa \threedots piyaa aise ruuThe, ke ho.nTho.n se mere, sa.ngiit ruuThaa (2) kabhii jab mai.n gaauu.N, lage mere man kaa, har giit jhuuThaa aise bichha.De, ho \threedots aise bichha.De mose rasiyaa piyaa binaa \threedots piyaa binaa piyaa binaa, basiyaa baaje naa baaje naa baaje naa, piyaa binaa \threedots tumhaarii sadaa bin, nahii.n ek suunii, morii nagariyaa (2) ke chup hai papiihaa, mayur bol bhuule, ban me saa.Nvariyaa din hai suunaa, aa \threedots din hai suunaa suunii ratiyaa piyaa binaa \threedots piyaa binaa piyaa binaa, basiyaa baaje naa baaje naa baaje naa, piyaa binaa \threedots %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
navin@cs.wisc.edu
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
ashankar@indiana.edu).