% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Akash Sharma (akash@brahms.udel.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % aa chal ke tujhe, mai.n le ke chaluu.n ik aise gagan ke tale jahaa.n Gam bhii na ho, aa.Nsuu bhii na ho bas pyaar hii pyaar pale ik aise gagan ke tale suuraj kii pahalii kiraN se, aashaa kaa saveraa jaage (2) cha.ndaa kii kiraN se dhul kar, ghanaghor a.ndheraa bhaage (2) kabhii dhuup khile kabhii chhaa.Nv mile lambii sii Dagar na khale jahaa.n Gam bhii no ho, aa.Nsuu bhii na ho ... jahaa.n duur nazar dau.D aae, aazaad gagan laharaae jahaa.n ra.ng bira.nge pa.nchhii, aashaa kaa sa.ndesaa laae.n (2) sapano me palii ha.Nsatii ho kalii jahaa.n shaam suhaanii Dhale jahaa.n Gam bhii na ho, aa.Nsuu bhii na ho ... aa chal ke tujhe mai.n le ke chaluu.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.