% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Chetan K. Vinchhi (vinchhi@eng.umd.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % jiivan se bharii terii aa.Nkhe.n majabuur kare jiine ke liye saagar bhii tarasate rahate hai.n tere ruup kaa ras piine ke liye jiivan se bharii terii aa.Nkhe.n ... tasviir banaaye kyaa koii kyaa koii likhe tujhape kavitaa ra.ngo.n chha.ndo.n me.n samaaegii kis tarah se itanii su.ndarataa ek dha.Dakan hai tuu dil ke liye ek jaan hai tuu jiine ke liye jiivan se bharii terii aa.Nkhe.n ... madhuban ki suga.ndh hai saa.Nso.n me.n baaho.n me.n ka.nval kii komalataa kiraNo.n kaa tej hai chehare pe hirano.n kii hai tujh me.n cha.nchalataa aa.nchal kaa tere ek taar bahut koI chhaak jigar siine ke liye jiivan se bharii terii aa.Nkhe.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.