% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Chetan K. Vinchhi (vinchhi@eng.umd.edu) % Ranjit Konkar (konkar@bimini.stanford.edu) % Raj Ganesan (cpd.tandem.com!raj) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % ye kaun chitrakaar hai ye kaun chitrakaar harii bharii vasu.ndharaa par niilaa niilaa ye gagan ke jisape baadalo.n kii paalakii u.Daa rahaa pavan dishaae.n dekho ra.ng bharii dishaae.n dekho ra.ng bharii chamak rahii.n uma.ng bharii ye kisane phuul phuul se kiyaa shrR^i.ngaar hai ye kaun chitrakaar hai ye kaun chitrakaar kudarat kii is pavitrataa ko tum nihaar lo inake guNo.n ko apane man me.n tum utaar lo chamakaa do aaj laalimaa chamakaa do aaj laalimaa apane lalaaT kii kaN kaN se jhanakatii tumhii.n chhabii viraaT kii apanii to aa.Nkh ek hai, isakii hazaar hai ye kaun chitrakaar hai ye kaun chitrakaar tapasviyo.n sii hai.n aTal ye pava.rto.n ki choTiyaa.N ye barf ki ghumaradaar gheradaar ghaaTiyaa.N dhvajaa se ye kha.De hue dhvajaa se ye kha.De hue hai.n vR^iksha devadaar ke galiiche ye gulaab ke bagiiche ye bahaar ke ye kis kavi kI kalpanaa ye kis kavi kI kalpanaa kaa chamatkaar hai ye kaun chitrakaar hai ye kaun chitrakaar %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.