% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Ramesh Hariharan (hariharn@phoenix.Princeton.EDU) % Raj Ganesan (cpd.tandem.com!raj) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar - still needs correct words (anurag@astro.indiana.edu) % % saa.njh Dhale gagan tale ham kitane ekaa.nti saa.njh Dhale gagan tale ham kitane ekaa.nti chho.D chale naino ko kiraNo.n ke pa.nthii path kii jaalii se jhaa.nk rahii thii.n kaliyaa.N - 2 ga.ndh bharii gunagun me.n magan huI thii.n kaliyaa.N itane me.n Timir dasa sapane le nayano me.n kaliyo.n ke aa.Nsuo.n kaa koI nahii.n saathii chhoD chale nayano ko kiraNo.n ke pa.nthii saa.njh Dhale gagan tale ... juganuu kaa paT o.Dhe aayegii raat abhii - 2 nishiga.ndhaa ke sur me.n kah degii baat sabhii kapata hai man jaise Daalii ambavaa kii chho.D chale nayano ko kiraNo.n ke pa.nthii saa.njh Dhale gagan tale ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.