% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Venkatasubramanian Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Raj Ganesan (cpd.tandem.com!raj) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % jaise suuraj kii garmii se jalate hue tan ko mil jaaye taruvar ki chhaayaa aisaa hii sukh mere man ko milaa hai mai.n jabase sharaN terii aayaa, mere raam bhaTakaa huaa meraa man thaa koI mil naa rahaa thaa sahaaraa laharo.n se la.Datii huI naav ko jaise mil naa rahaa ho kinaaraa, mil naa rahaa ho kinaaraa us la.Dakha.Daatii huI naav ko jo kisii ne kinaaraa dikhaayaa aisaa hii sukh ... shiital bane aag cha.ndan ke jaisii raaghav kR^ipaa ho jo terii ujiyaalii puunam kii ho jaae.n raate.n jo thii.n amaavas a.ndherii, jo thii.n amaavas a.ndherii yug-yug se pyaasii marubhuumi ne jaise saavan kaa sa.ndes paayaa aisaa hii sukh ... jis raah kii ma.nzil teraa milan ho us par kadam mai.n ba.DhaaU.n phuulo.n me.n khaaro.n me.n, patajha.D bahaaro.n me.n mai.n na kabhii DagamagaaU.n, mai.n na kabhii DagamagaaU.n paanii ke pyaase ko taqadiir ne jaise jii bhar ke amR^it pilaayaa aisaa hii sukh ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.