% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % shaam-e-Gam kii qasam aaj Gamagii.n hai.n ham aa bhii jaa aa bhii jaa aaj mere sanam shaam-e-Gam kii qasam dil pareshaan hai.n raat viiraan hai.n dekh jaa kis tarah aaj tanahaa hai.n ham shaam-e-Gam kii qasam chain kaisaa jo pahaluu me.n tuu hii nahii.n maar Daale na dard-e-judaaI kahii.n rut ha.nsii.n hai.n to kyaa chaa.Ndanii hai to kyaa chaa.Ndanii zulm hai aur judaaI sitam shaam-e-Gam kii qasam ab to aajaa ke ab raat bhii so gaI zindagii Gam ke seharaav me.n kho gaI (2) Dhuu.nDhatii hai.n nazar tuu kahaa.n hai.n magar dekhate dekhate aayaa aa.Nkho.n me.n Gam shaam-e-Gam kii qasam %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.