% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % mai.n zi.ndagii me.n haradam rotaa hii rahaa huu.N rotaa hii rahaa huu.N, ta.Dapataa hii rahaa huu.N mai.n zi.ndagii ... ummiid ke diye bujhe dil me.n hai a.ndheraa jiivan kaa saathii na banaa koI bhii meraa phir kisake liye phir kisake liye aaj mai.n jiitaa hii rahaa huu.N mai.n zi.ndagii ... rah-rah ke ha.Nsaa hai merii haalat pe zamaanaa kyaa dukh hai mujhe ye to kisii ne bhii na jaanaa Kaamosh Kaamosh mohabbat liye phirataa hii rahaa huu.N mai.n zi.ndagii ... aaI na mujhe raas mohabbat kii phizaaye.n sharamaaI merii aa.Nkh se saavan kii ghaTaae.n laharo.n me.n sadaa laharo.n me.n sadaa Gam ko bahaataa hii rahaa huu.N mai.n zi.ndagii ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.