% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu) % C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % aashaa: aae hai.n duur se, milane hazuur se aise bhii chup na rahiye, kahiye jii kuchh to kahiye din hai ke raat hai rafii: haay ... tumase mehamaan kyaa, mujhape ahasaan kyaa laakho.n hii zulfo.n vaale, aatii hai.n gheraa Daale merii kyaa baat hai aashaa: aaye hai.n duur se ... uTh ke to dekhiye, kaisii fizaa hai sharamaanaa chho.Diye, ye kyaa adaa hai rafii: taubaa ye kyaa faramaayaa mai.n to yuu.N hii sharamaayaa merii kyaa baat hai aashaa: aaye hai.n duur se ... rafii: o o o ... tumase mehamaan kaa ... dikhatii hai roz hii, aisii fizaae.n mukha.De ke saamane, kaalii ghaTaae.n aashaa: koI chal jaae jaaduu, phir ham puuchhe.nge baabuu din hai ke raat hai ... rafii: o o o ... tumase mehamaan kaa ... aashaa: aa aa aa ... aaye hai.n duur se ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.