% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu) % C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % tum bin jaaU.N kahaa.N, ke duniyaa me.n aake kuchh na phir chaahaa kabhii tumako chaahake, tum bin ... dekho mujhe sar se kadam tak, sirf pyaar huu.N mai.n gale se lagaalo ke tumhaaraa beqaraar huu.N mai.n tum kyaa jaano ke bhaTakataa phiraa mai.n kis galii, tumako chaah ke ... ab hai sanam har mausam, pyaar ke kaabil pa.Dii jahaa.N chhaao.n hamaarii, saj gayii mahafil mahafil kyaa tanahaaI me.n bhii lagataa hai jii, tumako chaah ke ... % ##Kishore Kumar version: ## tum bin jaaU.N kahaa.N, ke duniyaa me.n aake kuchh na phir chaahaa kabhii, tumako chaahake, tum bin ... rah bhii sakoge tum kaise, ho ke mujhase judaa Dhah jaae.ngii diivaare.n, sun ke merii sadaa aanaa hii hogaa tumhe.n mere liye saathii mere, suunii raaha ke ... kitanii akelii sii pahale, thii yahii duniyaa tumane nazar jo milaa lii, bas gaI duniyaa dil ko milii jo tumhaarii lagan diye jal gae, merii aah se ... dekho mere Gam kii kahaanii, kisiise mat kahanaa kahii.n merii baat chale to, sunake chup rahanaa meraa kyaa hai kaT jaaegii kahii.n ye zi.ndagii, tumako chaah ke ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.