% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % mu: saavan kaa mahiinaa, pavan kare sor la: pavan kare shor mu: pavan kare sor la: pavan kare shor mu: are bAbA shor nahI.n sor, sor, sor la: pavan kare sor hA.n, jiyaraa re jhuume aise, jaise banamaa naache mor ho saavan kaa mahiinaa ... maujavaa kare kyaa jaane, hamako ishaaraa jaanaa kahaa.N hai puuchhe, nadiyaa kii dhaaraa marazii hai tumhaarii, le jaao jis or jiyaraa re jhuume aise ... raamaa gajab Dhaae, ye purava_iyaa na_iyaa sambhaalo kit, khoe ho khiva_iyaa purava_iyaa ke aage, chale naa koii zor jiyaraa re jhuume aise ... jinake balam bairii, gae hai.n bidesavaa laaii hai jaise unake, pyaar kaa sa.ndesavaa kaalii a.ndhiyaarii, ghaTaae.n ghanaghor jiyaraa re jhuume aise ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.