% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % hame.n aur jiine kii chaahat na hotii agar tum na hote, agar tum na hote (hame.n jo tumhaaraa ishaaraa na milataa bha.nvar me.n hii rahate kinaaraa na milataa - 2) kinaare pe bhii to lahar aa Dubotii agar tum na hote, agar tum na hote (tumhe.n dekhake to lagataa hai aise bahaaro.n kaa mausam aayaa ho jaise - 2) dikhaaI na detii a.ndhero.n me.n jyotii agar tum na hote, agar tum na hote tumhe.n kyaa bataauu.n ke tum mere kyaa ho merii zi.ndagii kaa tum hii aasaraa ho mai.n aashaa ki la.Diyaa.n, na rah rah pirotii agar tum na hote, agar tum na hote har ik Gam tumhaaraa sahe.nge khushii se kare.nge na shikavaa kabhii bhii kisii se jahaa.n mujh pe ha.nsataa, khushii mujhape rotii agar tum na hote, agar tum na hote na jaane jo dil se ye aavaaz aaI milan se hai ba.Dhake tumhaarii judaaii ye aa.Nkho.n ke aa.Nsuu, na kahalaate motii agar tum na hote, agar tum na hote %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.