% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % dil me.n tujhe biThaake, kar luu.ngii mai.n ba.nd aa.Nkhe.n puujaa karuu.ngii terii, ho ke rahuu.ngii terii mai.n hii mai.n dekhuu.n tujhe piyaa aur na dekhe koI ek pal bhii ye soch rahe naa kis vidhi milanaa hoI sabase tumhe.n bachaake, kar luu.ngii mai.n ba.nd aa.Nkhe.n puujaa karuu.ngii terii ... naa koI ba.ndhan jagat kaa koii paharaa naa diivaar koI na jaane do diivaane jii bhar kar le pyaar kadamo.n me.n tere aake, kar luu.ngii mai.n ba.nd aa.Nkhe.n puujaa karuu.ngii terii ... teraa hii mukh dekh ke piyaa raat ko mai.n so jaauu.n bhor bha_ii jab aa.Nkh khule to tere hii darashan paauu.n tujhako gale lagaake, kar luu.ngii mai.n ba.nd aa.Nkhe.n puujaa karuu.ngii terii ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.