% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % dil se tujhako bedilii hai, mujhako hai dil kaa guruur tuu ye maane ke na maane, log maane.nge zuruur ye meraa diivaanaapan hai, yaa muhabbat kaa suruur tuu na pahachaane to hai ye, terii nazaro.n kaa qusuur ye meraa diivaanaapan hai ... dil ko terii hii tamannaa, dil ko hai tujhase hii pyaar chaahe tuu aae na aae, ham kare.nge i.ntazaar ye meraa diivaanaapan hai ... aise viiraane me.n ik din, ghuT ke mar jaae.nge ham jitanaa jii chaahe pukaaro, phir nahii.n aae.nge ham ye meraa diivaanaapan hai ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.