% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % aa: jaane kaisaa hai meraa diivaanaa kabhii apanaa saa lage, kabhii begaanaa % kishor: ki: ba.Dii bholii ho, ye bhii na jaanaa kabhii apano.n ko nahii.n kahate begaanaa % kishor: ki: yuu.N bhii jiitaa thaa magar koI aramaan na the jab talak aap mere dil ke mehamaan na the dil ke mehamaan na the tumase mahakaa hai meraa viiraanaa, kabhii apano.n ko nahii.n ... % asha: aa: mai.n vo aazaad ghaTaa tumane jise baa.Ndh liyaa apanii aa.Nkho.n me.n mujhe nayaa aakaash diyaa nayaa aakaash diyaa yahii chhoTaa saa meraa afasaanaa, kabhii apanaa saa lage ... % asha: kabhii chhe.De hai pavan kabhii chhe.De hai.n piyaa % kishor: ki: yahii to hogaa sanam tumane jab pyaar kiyaa tumane jab pyaar kiyaa mere paas aao chho.Do sharamaanaa kabhii apano.n ko nahii.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.