terii aa.Nkh ke aa.Nsuu pii jaauu.n, aisii merii taqadiir kahaa.N


Song Title: terii aa.Nkh ke aa.Nsuu pii jaauu.n, aisii merii taqadiir kahaa.N
Movie Name: Jahan Ara
Actor(s)/Actress(es): Bharat Bhushan, Mala Sinha
Singer(s): Talat Mehmood
Music Director(s): Madan Mohan
Lyricist(s): Rajinder Krishan
Category(ies): Sad Songs, Songs about Eyes


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  
% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Shashikant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%         Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Fri Jan 26 21:29:26 EST 1996
%
%
teraa GamaKvaar huu.N lekin mai.n tujh tak aa nahii.n sakataa
mai.n apane naam terii bekasii likhavaa nahii.n sakataa

terii aa.Nkh ke aa.Nsuu pii jaauu.n aisii merii taqadiir kahaa.N
tere Gam me.n tujhako bahalaauu.n aisii merii taqadiir kahaa.N

ai kaash jo mil kar rote, kuchh dard to halake hote
bekaar na jaate aa.Nsuu, kuchh daaG jigar ke dhote
phir ra.nj na hotaa itanaa, hai tanahaaI me.n jitanaa
ab jaane ye rastaa Gam kaa, hai aur bhii lambaa kitanaa
haalaat kii ulajhan sulajhaauu.N aisii merii taqadiir kahaa.N
terii aa.Nkh ke aa.Nsuu pii jaauu.N

kyaa terii zulf kaa leharaa, hai ab tak vohii sunaharaa
kyaa ab tak tere dar pe, detii he.n havaae.n paharaa
lekin hai ye khaam-o-khayaalii, terii zulf banii hai savaalii
mohataaj hai ek kalii kii, ik roz thii phuulo.n vaalii
vo zulfe.n pareshaa.n mahakaauu.n aisii merii taqadiir kahaa.N
terii aa.Nkh ke aa.Nsuu pii jaauu.N
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .