% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % % nafarat kii duniyaa ko chho.D ke, pyaar kii duniyaa me.n khush rahanaa mere yaar is jhuuThakii nagarii ko chho.D ke, gaataa jaa pyaare amar rahe teraa pyaar jab jaanavar koii, inasaan ko maare kahate hai.n duniyaa me.n, vahashii use saare ek jaanavar kii jaan aaj inasaano.n ne lii hai chup kyuu.n hai sa.nsaar bas aakhirii sun le, ye mel hai apanaa bas Katm ai saathii, ye khel hai apanaa ab yaad me.n terii biit jaae.nge ro-ro ke jiivan ke din chaar %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.