% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Arun Verma (verma@cs.cornell.edu) % Editor: % % ruk jaanaa nahii.n tuu kahii.n haar ke kaa.NTo.n pe chalake mile.nge saaye bahaar ke o raahii, o raahii... saathii na kaaravaa.n hai ye teraa imtihaa.n hai yuu.N hii chalaa chal dil ke sahaare karatii hai ma.nzil tujhako ishaare dekh kahii.n koii rok na le tujhako pukaar ke o raahii, o raahii... nainaa aa.Nsuu jo bhare hai.n ye raaho.n ke diye hai.n logo.n ko unakaa sab kuchh deke tuu to chalaa thaa sapane hii leke koii nahii.n to tere apane hai.n sapane ye pyaar ke o raahii, o raahii... suuraj ye ruk gayaa hai tere aage jhuk gayaa hai jab kabhii aise koii mastaanaa nikale hai apanii dhun me.n diivaanaa shaam suhaanii ban jaatii hai.n din i.ntazaar ke o raahii, o raahii... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.