% % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Vandana Venkatesan (vandana@charlie.ece.scarolina.edu) % Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % lataa: ye nayii nayii priit hai tuu hii to meraa miit hai naa jaane koii saajanaa ye terii merii daastaa.n talat: samaa hai ye pyaar kaa naye iqaraar kaa naa ho koii jahaa.n banaa le.n vahii.n aashiyaa.n lataa: ye nayii nayii priit hai (lataa: nazar tumase milii aise ke ham sharmaa gaye talat: pukaaraa jab tere dil ne to phir ham aa gaye ) - 2 lataa: kasam tumhe.n pyaar kii isii iqaraar kii naa jaane koii saajanaa ye terii merii daastaa.n talat: samaa hai ye pyaar kaa (talat: nigaaho.n hii nigaaho.n me.n kaho kyaa kar diyaa lataa: mere daaman ko phuulo.n se ye kisane bhar diyaa ) - 2 talat: chalo chal de.n vahaa.n zamiin aur aasamaa.n gale milate jahaa.n banaa le vahii.n aashiyaa.n latA: ye nayii nayii priit hai tU hii to mera miit hai naa jaane koii saajanaa ye terii merii daastaa.n ##both:## samaa hai ye pyaar kaa naye iqaraar kaa naa ho koii jahaa.n banaa le.n vahii.n aashiyaa.n ye nayii nayii priit hai
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.