% % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Jasjit Singh (jasjit@cc.gatech.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@eng.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % tum bhI chalo, ham bhI chale.n, chalatii rahe zindagii - 2 nA zamii.n ma.nzil, nA aasamaa.n, zindagii hai zindagii tum bhI chalo, ham bhI chale.n, chalatii rahe zindagii piichhe dekhe.n nA, kabhI mu.D ke raaho.n me.n, ho jhUme meraa dil, tumhe.n leke baaho.n me.n, ho dha.Dakano.n kii zubaa.n, nit kaahe daastaa.n pyaar kii jhil-mil chhaao.n me.n, palatii rahe zindagii tum bhI chalo, ham bhI chale.n, chalatii rahe zindagii bahate chale ham, mastii ke dhaaro.n me.n, ho gU.nje yahii dhun, sadA dil ke taaro.n me.n, ho ab ruke nA kahii.n, pyaar kA kaaravaa.n nit naI rut ke ra.ng me.n, DhalatI rahe zindagii tum bhI chalo, ham bhI chale.n, chalatii rahe zindagii nA zamii.n ma.nzil, nA aasamaa.n, zindagii hai zindagii tum bhI chalo, ham bhI chale.n, chalatii rahe zindagii %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.