% % Contributor: porky (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % pyaar ke dhaage dhaage dhaage to.De nahii.n TuuTe TuuTe TuuTe janmo.n ke ba.ndhan ba.ndhan ba.ndhan pal me.n nahii.n chhUTe chhUTe chhUTe 1) dekhaa tumhe.n to hamane ye jaanaa hotii hai pyaar kii tasviir kaisii aise to kam hai.n taqadIr vaale ho jinake khvaabo.n kii taabiir aisii ho dil jahaa.n mil jaae seharaa me.n khil jaae gulashan pyaar kii, pyaar ke ... 2) pyaar hai mandir pyaar hai puujaa pyaar se pyaaraa koii nA duujaa pyaar hai miiraa pyaar hai raa.njhaa mar ke bhI pyaar kaa TuuTe nA vaadaa duniyaa me.n kabhI kabhI dil ko mile kuchh (?) jIvan haar (?) ke, pyaar ke ... 3) do dil likhe.n jo apane lahuu se duniyaa vo daastaa.n kaise miTaa de saa.Nso.n me.n pyaar kii shamaa jale to aa.Ndhii vo vakt kii kaise bujhaa de ho dil yahaa.n jhuke kahaa.n (?) chaahe ??? dushman pyaar ke, pyaar ke ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.