% % Contributor: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % alakaa: vaadaa rahaa sanam, ho.nge judaa na ham chaahe na chaahe zamaanaa hamaarii chaahato.n kaa miT naa sakegaa fasaanaa abhiijiit: vaadaa rahaa sanam, ho.nge judaa na ham chaahe na chaahe zamaanaa hamaarii chaahato.n kaa miT naa sakegaa fasaanaa alakaa: (in vaadiyo.n me.n yuu.n hii milate rahe.nge dil me.n vafaa ke diye jalate rahe.nge ) - 2 ye maa.ngaa hai duaao.n me.n kamii na ho vafaao.n me.n rahe terii nigaaho.n me.n dekho na in fizaao.n me.n o jaane jaa.n hamaarii chaahato.n kaa ... abhiijiit: (kaisii udaasii tere chehare pe chhaa_ii kyaa baat hai jo terii aa.Nkh bhar aa_ii) - 2 dekho to kyaa nazaare hai.n tumhaarii tarah pyaare hai.n ha.nso na mere liye tum sabhii to tumhaare hai.n o jaane jaa.n hamaarii chaahato.n kaa ... dono: vaadaa rahaa sanam, ho.nge judaa na ham chaahe na chaahe zamaanaa hamaarii chaahato.n kaa miT naa sakegaa fasaanaa %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.