% % Contributor: Porkey (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % saa.Nchii kahe.n torI aavan se hamarii a.nganaa me.n aa_ii bahaar bhaujii lakshmii sii suurat mamataa kii muurat laakho.n me.n ek hamaar bhaujii 1) tulasii kii sevaa cha.ndaramaa kii puujaa kajarii jaisaa a.nganavaa me.n guu.Njaa ab hamane jaanaa ke phagavaa sivaa bhii - 2 hote hai.n kitane tyohaar bhaujii, saa.Nch ... 2) ye ghar thaa bhuutan kaa Deraa jab se bhayaa tumharaa pag pheraa duniyaa badal ga_ii haalat sambhal ga_ii - 2 an dhan ke laage bha.NDaar bhaujii, saa.Nch ... 3) bachapan se ham kaakaa kahi-kahi ke haare koii hame.n bhii to kaakaa pukaare deii de bhatiijaa phulavaa sariikhaa - 2 maane.nge ham upakaar bhaujii, saa.Nch ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.