% % Contributor: Porkey (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % gu.Njaa re ... gu.Njaa re ... chandan chandan chandan ... ham dono me.n dono kho gae dekho ek dUsare ke ho gae raam jaane vo gha.Dii kab aaegii jab hogaa hamaaraa gaThaba.Ndhan, gu.Njaa re ... 1) ho sonaa nadii ke paanii hilor maare priit manavaa maa hamarii jor maare hai aisan ka_isan ho_ii gavaare, raam jaane, ho raam jaane vo ... 2) tere sapano.n mai.n Duubii rahe aa.Nkhe.n tere khushabuu se mahak uThii raate.n ra.ng tere paa.Nv kaa lag ke mere paa.Nv kahe.n har din biite tere ra.Ngo.n kii chhaa.Nv me.n ho, bU.Dhe baragad kii maaTii ko siis dhar le dIpaa sattii ko sau sau praNaam kar le o degii aasiis to jal{}dii biyaahegii raam jaane, raam jaane, ho vo gha.Dii ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.