% % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % jihaal-e-mashkuun mopan-pe-ranjish, bahaar-e-hijr bechaaraa dil hai sunaaI detii hai jisakii dha.Dakan tumhaaraa dil yA hamaaraa dil hai vo aake pahaluu me.n aise baiThe ke shaam ra.ngiin ho ga_ii hai (3) zaraa zaraa sI khilii tabiiyat zaraa sI Gamagiin ho ga_ii hai (kabhI kabhI shaam aise Dhalatii hai ke jaise ghU.NghaT utar rahaa hai ) - 2 tumhaare siine se uTh thaa dhuaa.N hamaare dil se guzaar rahaa hai ye sharm hai yA hayaa hai kyA hai najar uThaate hii jhuk gayii hai tumhaarii palako.n se girake shabanam hamaarii aa.Nkho.n me.n ruk gayii hai %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.