% % Contributor: Porky (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % mai.n khud hii apanii talaash me.n huu.N meraa koii rahanumaa nahii.n hai vo kyaa dikhaae.nge raah mujhako jinhe.n khud apanaa pataa nahii.n hai 1) bahut dino.n se mai.n sun rahaa thaa sazaa vo dete hai.n har khataa kii mujhe to isakii sazaa milii hai kii merii koii khataa nahii.n hai, vo kyaa ... 2) dil aa_iinaa hai tum apanii suurat sa.nvaar lo aur khud hii dekho jo nuks hogaa dikhaaii degaa ye bezubaan bolataa nahii.n hai, vo kyaa ... 3) ye aap nazare.n bachaa bachaa kar baghaar kyaa dekhate hai.n mujhako tumhaare kaam aa sake to le lo hamaare ye kaam kaa nahii.n hai, vo kyaa ... 4) masarato.n kii talaash me.n huu.N magar ye dil jaanataa nahii.n hai agar Gam-e-zi.ndagii nahii.n hai to zindagii me.n mazaa nahii.n hai, vo kyaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.