% % Contributor: Prince Kohli (pkohli@cc.gatech.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % % jhuk gaye Gam kii havaa se, pyaar ke jalate charaag bevafaa_ii chaa.Nd ne kii, pa.D gayaa isame.n bhii daag ham dard ke maaro.n kA, itanaa hii fasaanaa hai piine ko sharaab-e-Gam, dil gam kA nishaanaa hai (dil ek khilaunaa hai, takadIr ke hAtho.n me.n) - 2 takadIr ke hAtho.n me.n marane kii tamannaa hai, jiine kA bahaanaa hai ham dard ke maaro.n kA, itanaa hii fasaanaa hai (dete hai.n duaae.n ham) - 2, (duniyA kii jafaao.n ko)- 2 kyuu.n unako bhulaae.n ham, ab khud ko bhulaanaa hai ham dard ke maaro.n kA, itanaa hii fasaanaa hai (ha.Ns ha.Ns ke bahaare.n to, shabanam ko rulaatii hai.n) - 2 shabanam ko rulaatii hai.n aaj apanii muhabbat par, dariyaa ko rulaanaa hai ham dard ke maaro.n kA, itanaa hii fasaanaa hai %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.