% % Contributor: Prashant Kulkarni (praskulk@barbier.engin.umich.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Comments: Picturised on Asha Parekh and Dev Anand % % ye duniyaa vaale pUchh.Nge mulaaqaat huii kyA baat huii ye baat kisIse nA kahanaa ye duniyA vaale pUchh.Nge ye baat agar koI pUchhe kyo.n nain tere jhuk jaate hai.n tum kahanaa inakii aadat hai ye nain yuu.Nhii sharamaate hai.n tum logo.n se ye nA kahanaa saa.Nvariyaa se laage nainaa - 2 mai.n to ye raaz chhupaa luu.ngii tum kaise dil ko sambhaaloge dil kyA tum to dIvaaro.n pe merI tasviir banaa loge dekho ye kaam nahii.n karanaa mujhako badanaam nahii.n karanaa - 2 ye duniyA vaale pUchh.Nge ye pUchh.Nge vo kaun hai jo chupake sapano.n me.n AtA hai ye pUchh.Nge vo kaun hai jo mere dil ko ta.Dapaataa hai tum meraa naam nahii.n lenaa sar pe ilzaam nahii.n lenaa - 2 ye duniyA vaale pUchh.Nge %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.