% % Contributor: Satish Subramanian, Prince Kohli % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % ## Mohini! Mohini! Mohini! Mohini! ## ho ho ho namaskaar! namaskaar! kahiye, kyA sune.nge aap? are pahale ye kahiye, kahaa.n thI.n aap? mai.n ... mai.n kar rahI thI kisii kA intazaar kaun hai vo? jise karatii huu.N pyaar hai ... aur, jisase karatii huu.N minnate.n baar baar kaise? aise ... ##Ding Dong Ding, Ding Dong Ding Dong Ding Dong, ## ##Ding Dong Dong, Ding Dong ## (ek do tiin, chaar paa.Nch chhai saat aaTh nau, das gyaarah bArah terah) - 2, (terA karuu.n, terA karuu.n din gin gin ke i.ntazaar, aajaa piyaa aaii bahaar ) - 2 chaudah ko terA sandeshaa AyA, pandrah ko aaU.ngaa ye kahalaayaa chaudah ko aayaa nA pandrah ko tU, ta.Dapaake mujhako tUne kyA paayA solah ko bhI solah ko bhI solah kiye the si.ngaar, aajaa piyaa aayii bahaar (terA karuu.n, terA karuu.n din gin gin ke i.ntazaar, aajaa piyaa aaI bahaar) - 2 (ek do tiin, chaar paa.Nch chhai saat aaTh nau, das gyaarah bArah terah) -2, satrah ko sa.ng ? TuuT gayii, aTThArah ko ?? ro ro guzaaraa mai.nne saaraa unniis biis ko dil ke Tuka.De hue biis phir bhI nahii.n phir bhI nahii.n dil se gayaa terA pyaar, aajaa piyaa aayii bahaar (terA karuu.n, terA karuu.n din gin gin ke i.ntazaar, aajaa piyaa aaye bahaar) -2 (ek do tiin, chaar paa.Nch chhai saat aaTh nau, das gyaarah bArah terah) - 2, ## (god! i am losing count here : ) ## ikkiis biitii, baais gaI teIs guzarii, chaubiis gaI pachchis ko samajhaayaa sabane mujhe ## (some "chakki pees" comes here..) ## din bane hafte, hafte mahIne, mahIne ban gaye saal aake zaraa tU dekh to le kyA huA hai meraa haal diivaanii dar dar mai.n phiratii huu.N nA jiitii huu.n naa mai.n maratii huu.N tanhaaI kii raate.n sahatii huu.N aajaa aajaa aajaa ke din ginatii rahatii huu.N (ek do tiin, chaar paa.Nch chhai saat aaTh nau, das gyaarah bArah terah) - 2, (terA karuu.n, terA karuu.n din gin gin ke i.ntazaar, aajaa piyaa aayii bahaar) -2 %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.